Learn Punjabi language through Hindi
Learn Punjabi language through Hindi :
Dosto Aaj hum baat karege ke hindi se punjabi kaise sikhe. Learn Punjabi language through Hindi Aap ke liye kuch basic sentences hindi to punjabi diye gye hai. Aap ko pta chalega ke kaise hum punjabi me baat start karte hai. Chlo dekhte hai.
Learn Punjabi language through Hindi :-
1) Pehle Jaise hum kisi se milte hai to hum kehte hai.
Namaste
Punjabi me namaste ki jagah use karte hai Sat Shri Akal.
2) Uske baad hindi me jab hum kisi ka haal puchte hai to kehte hai
Aap kaise ho
Punjabi me kehte hai Tuhada ki haal hai
3) Hindi me hum kehte hai " Aap kahan ja rahe ho "
Punjabi me kehte hai " Tusi kithe ja rahe ho "
4) Hindi me kehte hai " Aap kya kaam karte ho "
Punjabi me puchte hai " Tusi ki kam karde ho "
5) hindi me kisi se puchna ho " Aap kab tak Aa jaoge "
Punjabi me kehte hai " Tusi kadon tak Aa jaoge "
6) Agar hindi me kehna ho " Hamara ghar paas hi hai "
To ise punjabi me kahenge ke " Sada ghar nere hi hai "
7) Hindi me - Mujhe Je sunkar bada dukh hua
Punjabi me - Mainu eh sunke bahut dukh lageya.
8) Hindi me - Mujhe Aap ka sandesh mil gya.
Punjabi me - Mainu tuhada suneha mil giya.
9) Hindi me - Main tumhe samja raha hu
Punjabi me - main tainu samja riha ha
10) Hindi me - Mere paas time nahi hai
Punjabi me - mere kol time nahi hai
11) Hindi - Aap ka ghar kahan par hai
Punjabi - tuhada ghar kithe hai
12) Hindi - mujhe yaad nahi hai
Punjabi - mainu yaad nahi hai
13) Hindi - Mujhe Aap ki madad chaiye
Punjabi - Mainu tuhadi madad chahidi hai
14) Hindi - Aap ne mujhe phone kyo nahi kiya
Punjabi - tusi mainu phone kyo nahi kita.
15) Hindi - Aap kitne Acche hai
Punjabi - Tusi kine change o
16) Hindi - Aap se milkar Accha lga
Punjabi - Tuhanu milke changa lageya.
17) Hindi - Aap ke pita ka kya naam hai
Punjabi - Tuhade pita ji da ki naam hai.
18) Hindi - Aap ko mil ke bahut khushi huyi
Punjabi - Tuhanu milke bahut khushi hoyi
Asha karte hai ke upko punjabi ke kuch sentence sikhne ko mile hoge. Learn Punjabi language through Hindi.
Jaise hi aap punjabi ke sentences ki practice kroge to aap ko punjabi language ke shabad samaj aa jayenge. Punjabi Language Sikhne me to aasan hai agar aap sikhna chahte ho to seekh sakte hai.
Hum ne Aap ke liye kuch Aise Sentence update kiye hai jine hum use karte rehte hai.